Thursday, November 19, 2009

Yun toh har shaam ummido mein guzar jaati hai
aaj kuch baat hai jo shaam pe rona aya

kabhi taqdeer ka matam kabhi duniya ka gila
manzil-e-ishq mein har ghum pe rona aya

No comments: